15 Oct
|
RJ Events
|
Kanpur
Pehle kaam helper ka karna hai uske.baad barra 2 mein hotel hai wahi pe ana hoga Flower Decoration ka kaam hai kaam sikhaya jayega , to naye ladke join kar sakte hain, kaam karne ka certificate bhi diya jayega , decoration sikhne ke baad , salary mein bonus milega Subah 9 se sham 6 baje tak ka kaam hai Overtime subah jaldi Ane ,wah rat tak rukne ka paisa alag milega Balloon ka kaam or flower ke kaam mein kaam karne ke liye ladke chaiye ,jo helper ki tarah decoration ka kaam kar sake ,kaam sikhaya jayega , time subah 9 se 6 ka rehega , extra duty karne ka paisa alag milega
📌 Labour (Kanpur)
🏢 RJ Events
📍 Kanpur