25 Oct
|
Helmet Point
|
Jaipur
25 Oct
Helmet Point
Jaipur
Job Description – Office Helper / Packing & Delivery Boy
Helmet Point, Mansarovar, Jaipur mein office helper ki zarurat hai.
काम की जिम्मेदारियाँ:
- Helmet aur spare parts ka maal pack karna.
- Gadi mein maal load aur unload karna.
- Customers aur parties tak maal safely pahunchana.
- Godown mein maal ko sahi tarike se rakhna.
- Order ke according maal nikalna aur packing karna.
- Office aur godown ke daily kaam mein help karna.
योग्यता:
- Mehnati, imaandaar aur zimmedaar hona chahiye.
- Physical work karne mein comfortable ho.
- Delivery ke liye two-wheeler chalana aata ho to achha rahega.
- Experience wale aur fresher dono apply kar sakte hain.
? Location: Helmet Point, Mansarovar, Jaipur
? Contact: (phone hidden)
📌 Office Helper (Jaipur)
🏢 Helmet Point
📍 Jaipur