07 Nov
|
Luxury Sangam Stays
|
Prayagraj
07 Nov
Luxury Sangam Stays
Prayagraj
Company / Executive Driver Chahiye (Luxury Sangam Stays)
- Duty Time: Subah 9:00 AM se Raat 8:00 PM tak
- Salary: Rs. 11,000 - 14,000 / month (Trial aur experience ke hisab se)
- Chhutti: Mahine mein 3 leaves
- Location: Prayagraj
Kaam aur Zimmedari:
1. Business owner ke local Prayagraj movement aur travel ke liye safe driving.
2. Long distance outstation trips (Delhi, Uttarakhand, highways) par safely gadi chalana.
3. Official aur property ke market runs/kaam ke liye bike aur scooty chalana.
4. Gadiyon ki daily dusting, safai aur basic check-up (hawa, tel, paani).
Gadiyan:
- 4-Wheelers: Thar, Creta, Venue, Duster
- 2-Wheelers: Ola Scooter, Splendor
Requirements:
- Valid Driving License (LMV + Two-Wheeler)
- Minimum 3 saal ka protected driving experience (highway driving ka achha anubhav)
- Time ka pakka (subah 9 baje) aur shareef vyakti
- Duty time par bilkul nasha na karne wala (No Gutkha, Smoking, Alcohol)
- Aadhaar Card aur Driving License compulsory
📌 Car Driver (Prayagraj)
🏢 Luxury Sangam Stays
📍 Prayagraj