10 Nov
|
Monterra Global Acres
|
New Delhi
10 Nov
Monterra Global Acres
New Delhi
Job Description – Office Boy (ऑफिस बॉय)Company: MGA Medical Global Academy
Location: Ghitorni, New Delhi
Salary: ₹8,000 – ₹12,000 (Experience ke according)
- Job Responsibilities (Kaam ki Details)Office ki daily cleaning aur safai maintain karna.
- Employees aur visitors ko chai, coffee aur paani serve karna.
- Meeting room aur office area ko clean aur organised rakhna.
- Office ke documents aur files ek jagah se doosri jagah pahunchana.
- Photocopy, printing aur scanning mein help karna.
- Pantry ka samaan aur office essentials maintain karna.
- HR aur Admin team ke daily office work mein support karna.
- Office ke basic errands aur doosre zaroori kaam handle karna.
- Required Skills (Zaroori Qualities)Basic communication skills honi chahiye.
- Time par office aana zaroori hai.
- Responsible, hardworking aur punctual hona chahiye.
- Employees aur visitors ke saath politely behave karna.
- Instructions ko properly follow karna.
- Previous office boy experience preferred hai.
Job DetailsParticularsDetailsJob TypeFull-TimeWorking DaysMonday to SaturdayWeekly OffSundayDuty Timing8:30 AM – 6:30 PMLunch Break1:00 PM – 1:30 PMLocationGhitorni, Recent DelhiSalary₹8,000–₹12,000
About CompanyMGA Medical Global Academy ek educational organisation hai jo doctors aur medical professionals ke liye online aur offline medical courses aur hospital training programs provide karti hai.
Interested candidates apna resume share kar sakte hain ya interview ke liye HR se conta
📌 Office Boy (New Delhi)
🏢 Monterra Global Acres
📍 New Delhi