13 Nov
|
City hospital
|
Sasaram
13 Nov
City hospital
Sasaram
City Hospital, Sasaram (Bihar) ke liye experienced aur fresher Staff Nurses (GNM / B.Sc Nursing) ki zaroorat hai.
Key Responsibilities:
Patients ki regular dekhbhal karna, vitals (BP, Pulse, Sugar, Temperature) check karna aur chart maintain karna.
Doctors ke instructions ke mutabik samay par dawai aur injections (IV/IM) dena.
IPD, OPD aur Emergency ward mein patient ki sahi care karna.
Hospital ke hygiene aur safety rules ka palan karna.
Eligibility & Qualification:
Qualification: Anm ya GNM ya B.Sc Nursing complete hona zaroori hai.
Registration: Bihar Nurses Registration Council (BNRC) ya valid State Nursing Council registration hona chahiye.
Experience: Freshers aur Experienced dono apply kar sakte hain.
Location: Sasaram, Rohtas, Bihar
Job Type: Full time (Day / Night Rotational Shift)
Salary: Qualification aur experience ke hisab se best salary.
Contact +91-XXXXXXXXXX
Pay: ₹6,000.00 - ₹15,000.00 per month
Work Location: In person
📌 Staff Nurse Anm / Gnm / Bsc Nursing Sasaram
🏢 City hospital
📍 Sasaram