Free Job - Koi Charges Nahi
Luxury SmartBus mein Online Booking Apps (RedBus, etc.) se ticket book karne wale lagbhag 40 passengers ke saath travel karna hoga.
✅ Bus mein Cleaner/Helper available rahega jo Toilets Clean karne aur Passengers ke Luggage/Bags handle karne ka kaam dekhega.
✅ Journey distance ke hisaab se 1+1 Drivers available rehte hain.
⏰ Shift Timing
- Shift Boarding Point se start hoti hai.
- Bus generally 7 PM se 11 PM ke beech departure leti hai.
- Last bus raat 11 PM tak nikal jaati hai.
- Agli subah 7 AM se 11 AM ke beech return hoti hai.
?️ Journey Pattern
- 6 ya 7 hours Onward Journey
- 6 ya 7 hours Return Journey
? Weekly Off Policy (Journey Duration ke hisaab se)
- 13 hours se kam Journey → Har 6 Working Days ke baad 1 Weekly Off
- 13–15 hours Journey → Har 3 Working Days ke baad 1 Weekly Off
- 15–17 hours Journey → Har 2 Working Days ke baad 1 Weekly Off
- 17 hours se zyada Journey → 1 Day Work + 1 Day Weekly Off
? Work Profile
Aapka main role yeh ensure karna hai ki passengers journey ke dauraan comfortable feel karein aur unke bus ya journey related doubts/concerns ko politely resolve karna.
✅ 6-7 hours ki Up Journey mein actual kaam sirf 2-3 hours ka hota hai.
✅ Return Journey (6-7 hours) ke dauraan aapki main duty sirf 1-2 hours coordination ki hoti hai, jisme passengers ko unke Drop Points par assist karna hota hai.
✅ Baaki time aap rest kar sakte hain.
Baithne ke liye Chair available rahegi.
✅ Subah ghar pahunchne ke baad aapko lagbhag 8-9 hours rest milta hai, jisse aap next night journey ke liye fresh ho jaate hain.
Responsibilities:
✅ Spot Ticket Bookings manage karna
✅ Passengers ko WiFi, GPS Access aur Water Bottles provide karna
✅ Passengers ke saath accha rapport build karna aur Discount Offers dekar unhe Return Journey Tickets purchase karne ke liye convince karna
✅ Passengers se Feedback, Ratings aur Reviews collect karna
✅ Return Journey Ticket Sales, Spot Bookings aur Feedback Collection ke basis par Incentives earn karna
? Attractive Incentives
₹3,000 se ₹20,000 per month tak Incentives earn karne ka mauka.
? Salary & Perks
✅ Freshers aur Experienced dono Apply kar sakte hain
✅ Salary: ₹17,000 – ₹22,000 per month
✅ Additional Incentives
✅ Free Dinner
✅ ₹10 Lakhs Insurance Coverage
? Interested Candidates
Agar aap interested hain to apna Resume submit karein.
Main aapke sabhi doubts clear karunga, Job Profile detail mein samjhaunga aur Interview crack karne ke tips bhi share karunga taaki aapka Selection aasani se ho sake
? Apply ?
Fill your details in the google form: https://forms.gle/PVLMC8LNiunNq9ys7
Email:
[email protected]
Phone/WhatsApp: (phone hidden) / (phone hidden) (HR Mr. Satpal) or do normal call
📌 Passenger Coordinator (Nagpur)
🏢 Vinperk Solutions
📍 Nagpur