Office ke daily routine work ke liye ek responsible aur hardworking staff ki zarurat hai.
Kaam ki zimmedariyan:
Office ki safai aur basic maintenance.
Office mein chhote-mote daily tasks handle karna.
Staff ko zarurat ke hisaab se assist karna.
Zarurat padne par office ke bahar ke chhote-mote kaam karna.