Zepto Company me Packing / Picker ki Direct Bharti (Bansdroni, Kolkata)
? Salary aur Benifits
• Salary: ₹13,000 har mahine
• Salary Date: Har mahine ki 1 taarikh ko paisa bank account me aa jayega.
• Company ki taraf se: Offer Letter, Payslip (Salary Slip), aur Company I-Card milega.
⏱️ Duty ka Time (Shift Timings)
Kaam 3 alag-alag shift me hota hai (Rotational Shift):
1. Morning Shift: Subah 7:00 am se 4:00 pm tak
2. Afternoon Shift: Dopahar 1:00 pm se 10:00 pm tak
3. Night Shift: Raat 10:00 pm se 7:00 ambaje tak
? Kaam Kya Karna Hoga? (Job Role)
• Warehouse (godown) me aane wale orders ke saman ko dekh kar nikalna (Pick karna).
• Saman ko sahi se pack karna taaki delivery boy usko le ja sake.
• Kaam bilkul easy hai, joining ke time sab sikha diya jayega.
? Kaun Apply Kar Sakta Hai? (Eligibility)
• (Age): 18 saal se 35 saal tak.
• Padhai (Education): Agar aap kam padhe-likhe hain toh bhi apply kar sakte hain (Thoda bahut mobile chalana aur English padhna aana chahiye).
• Zaroori Documents: Aadhaar Card, Pan Card, Bank Passbook
📌 Picker / Packer (Kolkata)
🏢 Zepto
📍 Kolkata