02 Nov
|
Juris De Jure Law Frim
|
Jaipur
02 Nov
Juris De Jure Law Frim
Jaipur
Job Description – Office BoyLocation: Elements Mall, Ajmer Road, Jaipur
- Responsibilities:Office ki daily safai aur cleanliness maintain karna.
- Tables, chairs, cabins aur office area ki dusting karna.
- Staff aur guests ke liye tea/coffee banana aur serve karna.
- Pantry aur common areas ko clean aur properly maintained rakhna.
- Office mein daily required chhote-mote support ka kaam karna.
- Office materials aur other basic requirements mein staff ko support karna.
- Hygiene aur cleanliness standards maintain karna.
- Requirements:Office Boy / Office Helper ke role mein achha experience hona chahiye.
- Safai, dusting aur tea/coffee preparation ka experience required.
- Cleanliness aur hygiene ka proper knowledge.
- Responsible, hardworking aur disciplined candidate.
- Office setting mein professionally kaam karne ki ability.
Job Location: Elements Mall, Ajmer Road, Jaipur
📌 Office Boy / Peon (Jaipur)
🏢 Juris De Jure Law Frim
📍 Jaipur