- Office ki safai aur maintain rakhna.
- Staff aur guests ko chai, paani aur refreshments serve karna.
- Printing, photocopying, filing aur documents ka kaam karna.
- Subah time par office open karna aur shaam ko properly lock/close karna (lights, AC, systems check karke).